Zameen o zamaan tumharay liye, makeen o makan tumharay liye
Shayir :Amam Ahmed Raza Khan brelvey
Kitaab : Hidaiq bakhshish.[hissa doum]
Zameen o zamaan tumharay liye, makeen o makan tumharay liye
chunen o chana tumharay liye, banay do jahan tumharay liye
dahan mein zuba tumharay liye badan mein hai jaan tumharay liye
hum aaye yahan tumharay liye uthin bhi wahan tumharay liye
farishtay khidam rsol e Hasham Tamam e umm ghlam e karam
wujood o Adam hdos o qidam jahan mein ayaan tumharay liye
Kalim o niji maseeh o Safi khalil o razzi rasool o nabi
Ateeq o wasii ghanni o Ali Sana ki zuba tumharay liye
asaalat kُul imamat kُul siyadat kُl amarat kُl
hkomt e kul wilayat e kul kkhuda ke yahan tumharay liye
tumhari chamak tumhari damak tumhari jhalak tumhari mehak
zameen o fallak smak o smk mein sikka nishaan tumharay liye
woh kanz e nihaan yeh noor e fishan woh kun se ayaan yeh bazm fkan
yeh har tan o jaan yeh bagh jnanh yeh sara samaa tumharay liye
zahuur e nihaan qyam e jahan ruku e mhan sjod e shahan
nyazen yahan namazain wahan yeh kis liye haan tumharay liye
yeh Shams o Qamar yeh shaam o sehar yeh barg o shajar yeh baagh o samar
yeh tegh o super yeh taaj o kamar yeh hukm-e rawan tumharay liye
yeh Faiz diye woh jood kiye ke naam liye zamana jie
jahan nay liye tumharay diye yeh ikramian tumharay liye
sahib e karam rawana kiye ke Aab e niam zamana piyay
jo rakhtay thay hum woh chaak siye yeh sattar bdan tumharay liye
znob fanaa auyob hiba qaloob Safa khtoob rava
yeh khoob ataa krob zwa paye dil o jaan tumharay liye
woh kanz nihaan yeh noor fishan woh kun se ayaan yeh bazm fukan
yeh har tan o jaan yeh baagh jnaan yeh sara samaa tumharay liye
Sana ka nishaa woh noor fishan ke Mehroo shan baAan hama shan
basa yeh kushaan mwakib shan yeh naam o nishaa tumharay liye
Atay e arab jalaey karb fayooz e ajab baghair talabb
yeh Rehmat e rab hai kis ke sabab ba rabb e jahan tumharay liye
jinan mein chaman, chaman mein Saman , Saman mein phaban, phaban mein dulhan
sazae mihan pay aisay minn yeh aman o ammaan tumharay liye
kamaal mhan jalal shahan jamal hasan me tum ho ayaan
ke saaray jahan burroze fqan zil Aaina saan tumharay liye
khalil o naji, maseeh o Safi sabhi se kahi kahin bhi bani
yeh be khaberi ke Khalq phree kahan se kahan tumharay liye
yeh tor kaja sapahr to kya ke arsh e Ula bhi door raha
jahat se vra visal mila yeh Riffat e shan tumharay liye
bafor e sada samaa yeh bandha yeh sidra utha woh arsh jhuka
sfoof e sama nay sajda kya hui jo azan tumharay liye
isharay se chaand cheer diya chupay hue Khor ko phair diya
gaye hue din ko asar kya yeh taab o tawan tumharay liye
Saba woh chalay ke baagh phalay woh phool khilay ke din hon bhallay
lawa ke taley Sana me khulay Raza ki zuba tumharay liye
Zameen o zamaan tumharay liye, makeen o makan tumharay liye naat video:
Can you provide the lyrics in English?
Sorry English Translation is not available Now. Soon we will update Inshallah.