Islamic Naats

Huzoor Rehmat aalam sale Allah aleh o aala wasallam ki Midhat , tareef o tauseef, ‎Shamail o Khasais ke nazmi andaz e bayan ko naat ya naat khawani ya naat goi ‎kaha jata hai. Arabi zabaan mein naat ke liye lafz” Madah rasool” istemaal hota hai. ‎Islam ki tareekh mein bohat se sahaba karaam ne naatain likhain aur yeh ‎silsila aaj taq jari o saari hai. Naat likhnay walay ko naat go shayar jab kay naat ‎parhnay walay ko naat khwan ya sana khwan kaha jata hai.‎

Back to top button